Monday, January 26, 2009

Ek Lau Is Tarah Kyun

Finally I was able to track down this beautiful and touching song which was in back of my mind for a couple of months. I heard a little bit of it on NDTV after Mumbai attack but not enough to search it on net. Just now managed to hear it again and as I had anticipated it's one of the best song I have listened to in recent past.

Gardishon mein rehti, behti guzarti
Zindagiyan hai kitni
In mein se ek hai, teri meri agni
Koi ek jaisi apni
Par khuda khair kar,
Aisa anjaam kisi rooh ko na de kabhi yahaan
Goonchha muskurata ek, Waqt se pehle
Kyun chhod chala tera yeh jahaan
Ek lau is tarah kyon bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki maula

Dhoop ke ujaale se, aus ke pyaale se
Khushiyaan mile humko
Zyada maanga hai kahaan, sarhadein na ho jahan
Duniya mile humko
Par khuda khair kar,
Uske armaan mein kyun bewajah ho koi qurbaan
Goonchha muskurata ek, Waqt se pehle
Kyun chhod chala tera ye jahan
Ek lau is tarah kyon bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki maula





Movie : Aamir
Music : Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Varma
Singer: Shilpa Rao, Amitabh

Labels: , ,

Saturday, January 24, 2009

Indian Ocean

The one music band I am in awe of is 'Indian Ocean'. I just can't stop listening to them and talking about them with anyone and everyone whenever I get the slightest of chance. When I was in college (REC Rourkela then, now NIT Rourkela), Varun (my immediate neighbor in hostel) gave me the album 'Kandisha' saying it's something dedicated to Indian rivers.

Some events just stay in your memory forever and I can still visualize that evening as I am writing this. It was that day when I was introduced to the amazing world of Indian Ocean. Words fail me to praise them enough. You won't find such original and free flowing music anywhere.

Anyone who has listened the background score of movie 'Black Friday' will think if these guys don't deserve a Golden Globe or Oscar then who else. Anyway many other things work in the nomination and it's loss of these awards that they are missing the name 'Indian Ocean' from their list. I like them all but here are few of my favorites.

  • Khajuraho
  • Bhor
  • Nam Myo Ho
  • Torrent
  • Kandisha
  • Kaun
  • Kya Maloom
  • Boll Weavil
  • Bharam Bhap Ke
  • Opening
  • Bandeh
  • Let Me Speak
  • After the War

Labels: , ,

Sunday, January 18, 2009

A Different Weekend

What a weekend it was. A path breaking one. After around 5-6 years, finally I found time to upgrade to post paid connection. Poor Hutch tried their hearts out and even died in the process but Vodafone turned out to be fortunate one:) The real credit goes to power cut on Saturday. All my three life lines Music, Television and Internet were down and I had to do something.

Sunday turned out to be day of colors. The painting bug finally became strong enough to make me & Ashish go out and buy brushes/poster colors. As expected Ashish did a good job and I did my first and probably last misadventure(Don't want to drive poor Hussain out of business who is already facing tough time). But I won't hesitate to publish my abstract piece of art for public view and attack. Please don't ask me what it is.


Labels: ,

Saturday, January 17, 2009

Rajnigandha Phool Tumhare

Such innocence, melody, simplicity and sweetness of this song is a rarity these days.

Yun hi mahake preet piya ki mere anuraagi maan mein

Rajanigandha phool tumhare, mahake yun hi jeevan mein
Yun hi mahake preet piya ki mere anuraagi maan mein

Aadhikaar ye jab se saajan ka har dhadakan par maanaa maine
Main jab se un ke saath bandhee, ye bhed tabhee jaanaa maine
Kitna sukh hain bandhan mein

Rajanigandha phool tumhare, mahake yun hi jeevan mein
Yun hi mahake preet piya ki mere anuraagi maan mein

Har pal meri in aankhon mein bas rahate hain sapane unke
Har pal meri in aankhon mein bas rahate hain sapane unke
Maan kahataa hain main rangon ki, ek pyar bhari badali ban ke
Barasoo un ke aangan mein

Rajanigandha phool tumhaare, mahake yun hi jeevan mein
Yun hi mahake preet piya ki mere anuraagee maan mein





Movie : Rajanigandha
Music : Salil Chowdhury
Singer : Lata Mangeshkar
Lyrics : Yogesh

Labels: , , ,

Friday, January 16, 2009

Rone Do

Rone do jiya kare
Rone do jiya kare
Ronde do na jee bhar ke
Rone do jiya kare
Ronde do na jee bhar ke
Khali nahin hote kabhi naina mere

Rone do jiya kare
Jiya kare
Rone do

Aisi bhar aye aankhen piya
Shadiyaan rulaye aankhen
Aisi bhar aye aankhen piya
Shadiyaan rulaye aankhen

Tap tap girti hain baarsate
Do patte roke hain
Dekh bahar mein jine walon ke bhi gham hote hain
Dard naya de koi piya re
Phir se sujale aankhen
Rona hai to rone do
Rone do na jee bhar ke





Movie : Maqbool
Lyrics : Gulzar
Singer : Rekha Bharadwaj
Music : Vishal Bharadwaj

Labels: , , ,

Wednesday, January 14, 2009

Humain Itna Pyar Na Karo

Even before the Pakistani band 'Jal' was launched in India, I accidentally listened to them while surfing randomly about Pak pop music (Check the site pakipop for more). Since then I have made many of my friends listen to them and I was not at all surprised when they were an instant hit in India. This is a soothing number from the album 'Boond'. Enjoy!!

Humain itna pyar na karo ke hum mar jaaye
Humain itna tanha na karo ke jee na paaye

Koi dil ka qaraar jaane na
Koi mann ki yeh baat bataye na
Koi aankhon hi aankhon mein keh de yeh baat
Chal chale uss paar jahaan koi na ho
Sab khushiyaan ho paas sitam na ho
Aur sitaaron se karte rahein hum baat
Kya yahi hai khata pyar maine kiya
Ab yun na sataaon o mere piya
Tu hi mera dildar tu dil ka qaraar
Nahi iss baat se mujhe koi inkaar
Kabhi kabhi tum yaad aate ho
To dil bhar aaye
Yeh kaisa hai khumar
Jo kam na ho aur badhta jaaye

Dekha hai har mausam teri aankhon mein
Beeta hai har lamha teri saanson mein
Yeh saansein to teri amaanat hai
Kuchh ajab hai yeh haal mere seene mein
Haan bas sur hai aur taal mere jeevan mein
Bass isi jeevan se hai mujhe thoda pyar
Teri aahat hai sarsarahat hai
Kuchh aur sahi yeh chahat hai
Nainon se nainon ko takke dil
Tumhain aankhein churane ki aadat hain

Humain itna pyar na karo ke hum mar jaaye
Humain itna tanha na karo ke jee na paaye
Humain itna pyar na karo ke hum mar jaaye





Album : 'Boondh' by Jal

Labels: , ,

Tuesday, January 13, 2009

Kisi Nazar Ko Tera Intezaar

Kisi nazar ko teraa, intezaar aaj bhi hai
Kahan ho tum ke yeh dil bekaraar aaj bhi hai

Woh wadiyaan, woh fizaayen ke hum mile the jahaan
Meri wafaa kaa wahi par mazaar aaj bhi hai

Na jaane dekh ke kyun unko yeh hua ehasaas
Ke mere dil pe unhe ikhtiyaar aaj bhi hai

Woh pyaar jis ke liye humne chhod di duniyaa
Wafaa ki raah mein ghaayal woh pyaar aaj bhi hai

Yakin nahin hain magar aaj bhi yeh lagtaa hai
Meri talaash mein shayad bahaar aaj bhi hai

Na pooch kitne mohabbat ke zakhm khaayi hain
Ke jinko soch ke dil sau gawar aaj bhi hai

Zindagi kya koi nisaar kare
Kis se duniya mein koi pyaar kare
Apnaa saayaa bhi apnaa dushman hai
Kaun ab kiska aitbaar kare… aitbaar kare…





Movie : Aitbaar
Lyrics : Hasan Kamal
Music : Bappi Lahiri
Singer : Asha Bhonsle, Bhupinder Singh

Labels: , , , ,

Dil Jalaane Ki Baat Karate Ho

Dil jalaane ki baat karate ho
Aashiyaane ki baat karate ho

Saarii duniyaa ke ranj-o-gham de kar
Muskuraane ki baat karate ho

Hum ko apani khabar nahin yaaron
Tum zamaane ki baat karate ho

Zikr mera suna to chid ke kaha
Kis deewane ki baat karate ho

Hadsaa tha guzar gaya hoga
Kiske jaane ki baat karate ho

Poet: Javed Qureshi

Labels: , ,

Monday, January 05, 2009

Jab Nahi Aaye The Tum

Jab nahi aaye the tum
Tab bhi mere saath the tum
Dil mein dhadkan ki tarah
Tan mein jeevan ki tarah
Mere dharti mere mausam
Mere din raat the tum
Jab nahi aaye the tum
Tab bhi mere saath the tum

Phool khilte the to aati thi tumhari khushboo
Har haseen sham jagati thi tumhara jadoo
Aaine mein mere har din ki mulakaat the tum
Dil mein dhadkan ki tarah
Tan mein jeevan ki tarah
Mere dharti mere mausam
Mere din raat the tum
Jab nahi aaye the tum
Tab bhi mere saath the tum

Adh mundi aankh mein sajta hua ek khwaab the tum
Pehli barsaat main bheega hua mehtaab the tum
Hoth mere the magar inki har ek baat the tum
Dil mein dhadkan ki tarah
Tan mein jeevan ki tarah
Mere dharti mere mausam
Mere din raat the tum
Jab nahi aaye the tum
Tab bhi mere saath the tum



Movie : Dev
Lyrics : Nida Fazli
Singer : Vijeyta Pandit
Music : Aadesh Shrivastav

Labels: , , ,