Wednesday, September 23, 2009

Saeein

saeein tu hi mera sacha saeein tu hai
saeein tu hi mera sacha saeein tu hai

main tera banda tu hi mera mola saeein
tu hi mera mola saeein

tan main tu hai man main tu hai
rooh ke ander tu hai

tan main tu hai man main tu hai
rooh ke ander tu hai

aas hai teri piyas hai teri
ishq samander tu hai

saeein tu hi mera sacha saeein tu hai
main tera banda tu hi mera mola saeein
tu hi mera mola saeein

naqsh hai tera kaim daim
naqsh khyali hon main

naqsh hai tera kaim daim
naqsh khyali hon main

tu hi raziq tu hi malik
tera sawali ho main

saeein tu hi mera sacha saeein tu hai
saeein tu hi mera sacha saeein tu hai
main tera banda tu hi mera mola saeein
tu hi mera mola saeein

allah! allah
allahhhhhhhh

zahir har aik manzar main tu
har pas manzar main tu

zahir har aik manzar main tu
har pas manzar main tu

masjid main tu mandir main tu
jevan sagar main tu

saeein tu hi mera sacha saeein tu hai
saeein tu hi mera sacha saeein tu hai
main tera banda tu hi mera mola saeein
tu hi mera mola saeein

allah! allah aa aaa aaaa



Band : Junoon
Album : Azadi

Labels: ,

Monday, September 21, 2009

Piya by Junoon

I haven't come across many love songs which are sung so passionately. Awesome guitar play with beats of tabla make this a memorable piece.

It appears there are two versions of this song and I got the subtle version in youtube.

Come as you please my love caress me
Do as you want my love come possess me
The ocean of love calls piya piya
Aa jaa aa piya piya

You are the one inside outside of me
I want you to be the first and last for me
The ocean of love calls piya piya
Aa jaa aa piya piya



Band : Junoon
Album : Daur-e-Junoon

Labels: ,

Sunday, September 20, 2009

Bhoola Tujhe

If this song won't blow you away then nothing else can. Words fail me to praise it enough. It has become a routine of Rehman to churn out such awesome numbers regularly.

The moment I heard the first few lines I knew that I am listening to something special. I will be high on it for quite some time and everything else can wait.

bhoola tujhe
kaise kahan
hua tujhse kab judaa
ya khuda

hasun ya main
roun bata
hui mujhse kya khata
kya gunah
mere khuda

yehi hai jo maalik teri razaa
meri aazmaaish hai ya sazaa
hayaat qayamat ki ya hai qazza
mere khuda

bhoola tujhe
kaise kahan
hua tujhse kab juda
ya khuda

bache koi khud se bhi
bache na woh kismat se
bacha to woh bas teri azmat se

der se ki dua
dil se pehli baar yeh aayi hai
mere pyaare khuda
mere pyaare khuda

bhoola tujhe
kaise kahan
hua tujhse kab juda
ya khuda

hasun ya main
roun bata
hui mujhse kya khata
kya gunah
mere khuda

yehi hai jo maalik teri razaa
meri aazmaaish hai ya sazaa
hayaat qayamat ki ya hai qazza
mere khuda
mere pyaare khuda
mere pyaare khuda
mere pyaare khuda

Razaa : Wish
Qazaa : Destiny
Azmat : Nobleness
Hayaat : Existence
Aazmaaish : Testing



Movie : Blue
Music : A R Rehman
Singer : Rashid Khan
Lyrics : Abbas Tyrewala

Labels: , , , ,

Saturday, September 19, 2009

Saawan Ke Jhoole Pade

saawan ke jhoole pade
saawan ke jhoole pade
tum chale aao, tum chale aao
tum chale aao, tum chale aao

aanchal naa chhode mera
paagal huyi hai pawan
aanchal naa chhode mera
paagal huyi hai pawan
ab kyaa karu main jatan
dhadake jiyaa jaise panchhi ude
saawan ke jhoole pade
tum chale aao, tum chale aao

jab hum mile the piyaa,
tum kitne naadaan the
jab hum mile the piyaa,
tum kitne naadaan the
hum kitne anajaan the,
baali umareeyaan mein nainaa laden

saawan ke jhoole pade
tum chale aao, tum chale aao
tum chale aao, tum chale aao





Movie : Jurmana
Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singer : Lata Mangeshkar

Labels: , , , , ,

Tuesday, September 15, 2009

Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai

I have been humming this song through the day and it's fitting to end it up here in evening. Great song..

shaam se aankh mein nami si hai
shaam se aankh mein nami si hai
aaj phir aap ki kami si hai
shaam se aankh mein nami si hai

dafn kar do humain ke saans mile
dafn kar do humain ke saans mile
nabz kuch der se thami si hai
nabz kuch der se thami si hai
aaj phir aap ki kami si hai

waqt rahata nahin kahin tik kar
waqt rahata nahin kahin tik kar
iski aadat bhi aadami si hai
iski aadat bhi aadami si hai
aaj phir aap ki kami si hai

koi ristaa nahin raha phir bhi
koi ristaa nahin raha phir bhi
ek tasleem laazmi si hai
ek tasleem laazmi si hai
shaam se aankh mein nami si hai
aaj phir aap ki kami si hai



Album : Marasim
Singer : Jagjit Singh
Lyrics : Gulzar

Labels: , ,

Saturday, September 12, 2009

Aur Is Dil Mein Kya Rakha Hai

Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Cheer ke dekhe dil mera to
Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam likha rakha hai

Pyaar ke afsaane sune the logon se
Pyaar kya hota hai, yeh tune samjhaaya
Mila dil tujhse to khwaab dekhe aise
Junoon jaane kaisa jawaan dil pe chhaaya
Dil mein aisa dard utha dil ho gaya deewana
Dil ho gaya deewana
Deewanon ne is duniya mein
Deewanon ne is duniya mein
Dard ka naam dava rakha hai
Dard ka naam dava rakha hai
Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai

Nigaahon mein meri yeh soorat hai teri
Zindagi yeh meri amaanat hai teri
Dhadakte seene mein mohabbat hai teri
Mohabbat yeh teri ibaadat hai meri
Tere siva kuch yaad nahin hai tu hi tu dil mein
Haan tu hi tu dil mein
Dil ne yaar ki pooja ki hai
Dil ne yaar ki pooja ki hai
Pyaar ka naam khuda rakha hai
Pyaar ka naam khuda rakha hai
Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai

Cheerke dekhe dil mera to
Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam likha rakha hai





Movie : Imaandaar
Music : Kalyanji-Anandji
Lyrics : Prakash Mehra
Singer : Suresh Wadkar, Asha Bhosle

Labels: , , ,

Wednesday, September 09, 2009

Rang

din dhala hai chhod ke parchhayee tumhari
sham bhi layi hai beiraadatan noor tumhari

kachhe rang tumhare kitne gaaddhe hain...

--Bibhuti

Labels: ,

Saturday, September 05, 2009

I Will Love You

til my body is dust,
'til my soul is no more,
i will love you, love you....

'til the sun starts to cry,
and the moon turns to rust,
i will love you, love you....

but i need to know,
will you stay for all time
forever and a day

then i'll give my heart
'til the end of all time
forever and a day...

and i need to know,
will you stay for all time
forever and a day?
then i'll give my heart
'til the end of all time
forever and a day

'til the storms fill my eyes,
and we touch the last time,
i will love you, love you
i will love you, love you
i will love you, love you....

Labels: , ,

Is Kadar Pyaar Hai Tumse Aye Humsafar

Many times I don’t chose songs to listen, they somehow chose me. Just went for an evening stroll and suddenly remebered this beautiful song. Such a soothing romantic number and equally sweet music video. Ah!! How I miss the 90s which produced so many great albums and music videos. Sorry to see that not many good albums coming these days. And what happened to the state of music channels like M and V. Should they still be called music channels? I don’t think so. The reality shows screwed them up. I just hate all kind of reality shows. Anyways, enjoy this song.

If you are wondering who this beautiful female model is, then it’s Micehlle Innes. Milind Soman is quite well known I think, thanks to Tuffs Shoes.

is kadar pyaar hai tumse aye humsafar
is kadar pyaar hai tumse aye humsafar
ab to jeete hain hum bas tumhe dekh kar
tumhari har ada tumhari har nazar
yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
is kadar pyaar hai tumse aye humsafar
ab to jeete hain hum bas tumhe dekh kar

dil mein hain betabiyan neend udne lagi
tere khayalon se hi aankh judne lagi
har pal tumko dekha maine
kehti hain meri nazar
tumhari har ada tumhari har nazar
yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
is kadar pyaar hai tumse ae humsafar
ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar

saason mein basne lagi jabse tu o jaane jaan
apna sa lagne laga mujhko saara jahan
mehka mehka lagta mujhko
khushiyon se dil ka nagar
tumhari har ada tumhari har nazar
yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
is kadar pyaar hai tumse aye humsafar



Album : Deewana
Singer : Sonu Nigam

Labels: , , , ,

Friday, September 04, 2009

Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar

Mera chand mujhe aaya hai nazar
Aye raat zara tham tham ke guzar
Chaaya hai nashaa meri aankhon par
Aye raat zara tham tham ke guzar
Mera chand mujhe aaya hai nazar

Mere dil mein hain armaan kayi kayi
Meri chaahat hai abhi nayi nayi
Reh jaye na pyaasa pyaar mera
Meri baahon mein bhar de yaar mera
Itna sa karam tu kar mujh par
Aye raat zara tham tham ke guzar
Mera chand mujhe aaya hai nazar

Abhi labon ko labon ne chhua nahin
Armaan koi pura hua nahin
Abhi aas ka gulshan khilna hai
Abhi do jismon ko milna hai
Dekhoonga bhi main woh manzar
Aye raat zara tham tham ke guzar

Mera chand mujhe aaya hai nazar
Mera chand mujhe aaya hai nazar





Movie : Mr. Aashiq/Yeh Hai Mumbai Meri Jaan
Music : Jatin Lalit
Singer : Kumar Sanu
Lyricis : Indeevar

Labels: , , , ,