Sunday, September 20, 2009

Bhoola Tujhe

If this song won't blow you away then nothing else can. Words fail me to praise it enough. It has become a routine of Rehman to churn out such awesome numbers regularly.

The moment I heard the first few lines I knew that I am listening to something special. I will be high on it for quite some time and everything else can wait.

bhoola tujhe
kaise kahan
hua tujhse kab judaa
ya khuda

hasun ya main
roun bata
hui mujhse kya khata
kya gunah
mere khuda

yehi hai jo maalik teri razaa
meri aazmaaish hai ya sazaa
hayaat qayamat ki ya hai qazza
mere khuda

bhoola tujhe
kaise kahan
hua tujhse kab juda
ya khuda

bache koi khud se bhi
bache na woh kismat se
bacha to woh bas teri azmat se

der se ki dua
dil se pehli baar yeh aayi hai
mere pyaare khuda
mere pyaare khuda

bhoola tujhe
kaise kahan
hua tujhse kab juda
ya khuda

hasun ya main
roun bata
hui mujhse kya khata
kya gunah
mere khuda

yehi hai jo maalik teri razaa
meri aazmaaish hai ya sazaa
hayaat qayamat ki ya hai qazza
mere khuda
mere pyaare khuda
mere pyaare khuda
mere pyaare khuda

Razaa : Wish
Qazaa : Destiny
Azmat : Nobleness
Hayaat : Existence
Aazmaaish : Testing



Movie : Blue
Music : A R Rehman
Singer : Rashid Khan
Lyrics : Abbas Tyrewala

Labels: , , , ,

0 Comments:

Post a Comment

<< Home