Sunday, August 30, 2009

O Gaanwala

Just came across this beautiful Bengali song by Suman Chattopadhaya. Such a melodious and soothing number that you don't even need to understand the lyrics. A friend of mine helped me to do the translation and it sounds even better now.

O Gaanwala,
Aar ekta gaan gao...
Amar aar kothao jabar nei,
Kischu korar nei!

Cheleybelar sei -
Behala bajano lokta,
Choley gechey behala niye
Choley gechey gaan shuniye!
Ei paltano shomoy,
Firbey ki firbey ta jana nai!
O Gaanwala,
Aar ekta gaan gao...
Amar aar kothao jabar nei,
Kischu korar nei!

Koishor sesh houa,
Rong-chonge shopner din -
Choley gechey rong hairey
Choley gechey mukh firiye!
Ei thatka-bajir deshey
Shopner pakhi gulo bechey nei!
O Gaanwala,
Aar ekta gaan gao...
Amar aar kothao jabar nei,
Kischu korar nei!

Translation:

O singer
Sing one more song
I don't have anywhere to go
I don't anything to do

In childhood's
The guy who used to play violin
Went away with his violin
Went away singing song
This running time
Not sure if it would come back again

O singer
Sing one more song
I don't have anywhere to go
I don't anything to do

Teen age is over
Days of colorful dreams
Went away losing all the colors
Went away turning face
This land of deceiving
No birds of dream are surviving

O singer
Sing one more song
I don't have anywhere to go
I don't anything to do





-A song by Suman Chattopadhaya

Labels: , , ,

Saturday, August 29, 2009

Chehra

behta waqt bhi nishaan na mitaaye
dhundla aaina bhi sach hi dikhaye

jama jo chehra nazar mein, pighalta nahin..

--Bibhuti

Labels: ,

Friday, August 28, 2009

Planet Terror

Nothing is perfect. But everything should have at least one overwhelming quality which can make the other imperfections look hazy. The other day I was watching a bizaarely funny movie 'Planet Terror' on Star Movies. I would have easily ignored the movie had I not listened to the title track initially. This has to be one of best soundtrack I have come across in recent times.

Title Track



The Ring in the Jacket



Movie : Planet Terror
Music : Robert Rodriguez

Labels: , ,

Sunday, August 23, 2009

Tere Naina Mere Naino Se

tere naina mere naino se meethi meethi baaten karte hain
tere naina mere naino se meethi meethi baaten karte hain
jab naina bate karte hain dil mulakaten karte hain
tere naina mere naino se meethi meethi baaten karte hain
tere naina mere naino se meethi meethi baaten karte hain
tere naina mere naino se meethi meethi meethi
meethi baatein karte hain

iin baaton se mulakaton se koi naa koi banegi kahani
phulon ke sang sang dil bhi khilenge
aayegi aisi rut mastani dekhate rehna
tere naina mere naino se meethi meethi bate karte hain
tere naina mere naino se meethi meethi meethi
meethi baatein karte hain

dekho toh jara tum aisa lagata hai
mere mathe se gir gayi bindiya
tujhe bindiya ki padi huyi hai
mere nainon se uud gayi neendiya uud gaya chaina
tere naina mere naino se meethi meethi baaten karte hain
tere naina mere naino se meethi meethi meethi
meethi baatein karte hain



Movie : Bhrashtachar
Singer : Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Music : Laxmikant Pyarelal
Lyricis : Anand Bakshi

Labels: , , ,

Saturday, August 22, 2009

Kahin Pyaar Na Ho Jaaye

Aye dil bataa yeh tujhe kya hua
Tu hai kyun beqaraar itnaa
Kahin pyaar na ho jaaye

Sapnon mein jo mere aane lagaa hai
Apna woh lagne lagaa hai mujhe
Har pal jo aankhon mein rehne lagaa hai
Pyaara woh lagne lagaa hai mujhe
Maine pehli baar leke uska pyar kiya singaar ho

Kahin pyaar na ho jaaye
Kahin pyaar na ho jaaye

Aye dil bataa yeh tujhe kya hua
Tu hai kyoon beqaraar itnaa

Jee chaahe jee bhar ke chahoon usse main
Chaahat ka mausam na beete kabhi
Uske khayalon mein khoya rahoon main
Manzil mujhe to milegi wahin
Mujhe baar baar hai intezaar kab aaye yaar ho

Kahin pyaar na ho jaaye
Kahin pyaar na ho jaaye

Aye dil bataa yeh tujhe kya hua
Tu hai kyoon beqaraar itnaa

Kahin pyaar na ho jaaye
Kahin pyaar na ho jaaye





Movie : Kahin Pyaar Na Ho Jaaye
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sudhakar Sharma
Singers : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Labels: , , ,

Sunday, August 16, 2009

Phir Chhidi Raat Baat Phoolon Ki

phir chhidi raat, baat phoolon ki
raat hai ya baaraat phoolon ki

phool ke haar, phool ke gajre
shaam phoolon ki, raat phoolon ki

aapka saath saath phoolon ka
aapki baat baat phoolon ki

phool khilte rahenge duniya mein
roz niklegi baat phoolon ki

nazrein milti hain jaam milte hain
mil rahi hai hayaat phoolon ki
phir chhidi raat, baat phoolon ki

yeh mahakati hui gazal makadu
jaise sehara mein raat phoolon ki

phir chhidi raat, baat phoolon ki
raat hai ya baaraat phoolon ki





Movie : Bazaar
Singer : Lata Mangeshkar, Talat Aziz

Labels: , , , ,

Madhosh Dil Ki Dhadkan

Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhayee
Chhoop gaya chand kyon, Kya teri zulf laharyaee
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhayee
Phir teri yaad ne dil mein li yaar angadayee
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhayee

Yeh ratjage lambi raton ke dil na lage kya karun
Yeh silsile dil ki baton Ke jadoo chale kya karun
Bikhra zulfe so jaun dil chahe kahi kho jaun
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhayee
Ye teri Ashiqui, Kar Na De Meri Rusvayee
Madhosh Dil Ki Dhadkan, Chp See Ye Tanhai

Kahna tha jo hothon se maine ankhon se woh kah liya
Dil mein tere rahna hai mujhko is duniya mein rah liya
Aa lag ja tu is dil se ke milte hai dil mushkil se
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhayee
Dil liya jaan bhi lega yeh pyar harjayee
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhayee
Chhoop gaya chand kyon, Kya teri zulf laharyaee
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhayee




Movie : Jab Pyar Kisise Hota Hai
Music : Jatin Lalit
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar

Labels: , , , , ,

Sunday, August 09, 2009

Pehli Baar

This is gold. Pure gold. As if the combination of Gulzar and Vishal was not enough earlier, Mohit joins the gang adding another dimension. I don't know why but somehow I find Mohit's voice unusually haunting.

I would have listened to the song around 'n'th times and kept on thinking that the lines are like this.

Dil ne kaisi harkat ki hai pehli baar
Mohabbat ki hai aakhri baar
Mohabbat ki hai pehli baar
Mohabbat ki hai aakhri baar
Mohabbat ki hai..

But apparently they are not. Still I find them better and powerful.


Thode bheege bheege se thode num hai hum
Kal se soye woye bhi to kam hai hum
Thode bheege bheege se thode num hai hum
Kal se soye woye bhi to kam hai hum

Dil ne kaisi harkat ki hai
Pehli baar mohabbat ki hai
Aakhri baar mohabbat ki hai
Pehli baar mohabbat ki hai
Aakhri baar mohabbat ki hai

Aankhein doobi doobi si surmai madham..
Jheelen paani paani hai bas tum aur hum
Baat badi hairat ki hai
Pehli baar mohabbat ki hai
Aakhri baar mohabbat ki hai
Pehli baar mohabbat ki hai
Aakhri baar mohabbat ki hai

Khwaab ke bhoj se kap kapati hui
Halki palken teri Yaad aata hai sab
Tujhe gud gudana satana yuhin sotey hue
Gaal pey tipna michna bewajah besabab

Yaad hai peepal ke jiskey ghaney saaye the
Humnein gilhari ke jhootey matar khaye the
Yeh barqat un hazrat ki hai
Pehli baar mohabbat ki hai
Aakhri baar mohabbat ki hai
Pehli baar mohabbat ki hai
Aakhri baar mohabbat ki hai

Pehli baar mohabbat ki hai
Ohoooo oo hooooooooooo
Pehli baar mohabbat ki hai
Ohoooo oo hooooooooooo





Movie : Kaminey
Lyrics : Gulzar
Singer : Mohit Chauhan
Music : Vishal Bharadwaj

Labels: , , , ,

Ashk

Beh jaane do dariya
Raastein aur bhi banenge

Khwab ka jala ashkon se bujhega..

--Bibhuti

Labels: , ,

Saturday, August 08, 2009

Bahut Yaad Aaye Bhulate Bhulate

bahut yaad aaye bhulate bhulate
tumhe zindagi se mitate mitate
bahut yaad aaye bhulate bhulate
bahut yaad..

bhulane ki tumko nikalenge surat
bhulane ki tumko nikalenge surat
Bahane banenge banate banate
Bahane banenge banate banate
Tumhe zindagi se mitate mitate
Tumhe zindagi se mitate mitate
bahut yaad aaye bhulate bhulate
bahut yaad..

Na ban jaye nasoor dil rafta rafta
Na ban jaye nasoor dil rafta rafta
Na ban jaye nasoor dil rafta rafta
Na ban jaye nasoor dil rafta rafta
Koi zakhm gehra chhupate chhupate
Koi zakhm gehra chhupate chhupate
Tumhe zindagi se mitate mitate
Tumhe zindagi se mitate mitate
bahut yaad aaye bhulate bhulate
bahut yaad..

sikhaya tha jisne humain muskurana
sikhaya tha jisne humain muskurana
usine rulaya hasate hasate
usine rulaya hasate hasate
Tumhe zindagi se mitate mitate
Tumhe zindagi se mitate mitate
bahut yaad aaye bhulate bhulate
bahut yaad..



~A ghazal by Talat Aziz

Labels: ,

Saturday, August 01, 2009

Aasan

Chalo aaj main ban jata hun khuda
Badal deta hun kuch aur taqdeeren

Bas todna hai,rulana hai..aasan hai

--Bibhuti

Labels: ,