Phir Chhidi Raat Baat Phoolon Ki
phir chhidi raat, baat phoolon ki
raat hai ya baaraat phoolon ki
phool ke haar, phool ke gajre
shaam phoolon ki, raat phoolon ki
aapka saath saath phoolon ka
aapki baat baat phoolon ki
phool khilte rahenge duniya mein
roz niklegi baat phoolon ki
nazrein milti hain jaam milte hain
mil rahi hai hayaat phoolon ki
phir chhidi raat, baat phoolon ki
yeh mahakati hui gazal makadu
jaise sehara mein raat phoolon ki
phir chhidi raat, baat phoolon ki
raat hai ya baaraat phoolon ki
Movie : Bazaar
Singer : Lata Mangeshkar, Talat Aziz
raat hai ya baaraat phoolon ki
phool ke haar, phool ke gajre
shaam phoolon ki, raat phoolon ki
aapka saath saath phoolon ka
aapki baat baat phoolon ki
phool khilte rahenge duniya mein
roz niklegi baat phoolon ki
nazrein milti hain jaam milte hain
mil rahi hai hayaat phoolon ki
phir chhidi raat, baat phoolon ki
yeh mahakati hui gazal makadu
jaise sehara mein raat phoolon ki
phir chhidi raat, baat phoolon ki
raat hai ya baaraat phoolon ki
Movie : Bazaar
Singer : Lata Mangeshkar, Talat Aziz
Labels: Lata Mangeshkar, Lyrics, Romantic, Song, Talat Aziz
0 Comments:
Post a Comment
<< Home