Tum mujhe ab yaad nahin aate Nahin aati ab chand shab ki ungli thame Nahin bhigati mujhe aur baarish ki boondein Nahin aati hawa saraabor tumhari khusboo mein Tum mujhe ab yaad nahin aate..
What melodious voice Roopkumar Rathod posesses. Once again a soothing romantic number by him from movie 'Rab Ne Bana Di Jodi'.
Tu hi to jannat meri, tu hi mera junoon Tu hi to mannat meri, tu hi rooh ka sukun Tu hi ankhiyon ki thandak, tu hi dil ki hai dastak Aur kuch na janu main, bas itna hi jaanu.. Tujhe mein rab dikhta hai, yaara mein kya karun Tujhe mein rab dikhta hai, yaara mein kya karun Sajde sar jhukta hai, yaara main kya karun Tujhe mein rab dikhta hai, yaara main kya karun..
Kaisi hai yeh doori, kaisi majboori Maine nazaron se tujhe choo liya Kabhi teri khusboo, kabhi teri baatein Bin maange yeh jahan paa liya Tu hi dil ki hai rounak, tu hi janmon ki daulat Aur kuch na janu, bas itna hi janu.. Tujhe mein rab dikhta hai, yaara main karun Tujhe mein rab dikhta hai, yaara main karun Sajde sar jhukta hai, yaara mein kya karun Tujhe mein rab dikhta hai, yaara main karun..
Vaasdi vaasdi vaasdi, dil di dil vich vaasdi Naasdi naasdi naasdi, dil ro ve the naasdi Rab ne... bana di jodi..... Vaasdi vaasdi vaasdi, dil di dil vich vaasdi Naasdi naasdi naasdi, dil ro ve the naasdi
Chham chham aaye, mujhe tarshaye Tera shaya chhed ke chumta.. O o, tu jo muskaye, tu jo sharmaye Jaise mera hai khuda jhoomta.. Tu hi meri hai barkat, tu hi meri ibaadat Aur kuch na janu, bas itna hi janu.. Tujhe mein rab dikhta hai, yaara main karun Tujhe mein rab dikhta hai, yaara main karun Sajde sar jhukta hai, yaara mein kya karu Tujhe mein rab dikhta hai, yaara main karun
Vaasdi vaasdi vaasdi, dil di dil vich vaasdi Naasdi naasdi naasdi, dil ro ve the naasdi Rab ne... bana di jodi.....
Movie : Rab Ne Bana Di Jodi Music : Salim-Sulaiman Lyrics: Jaideep Sahni Singer: Roopkumar Rathod
Raat simti jaayegi aur chaand behata jaayega Bas raat ke hum musaafir hai yahaan Khwaab badhate jaayenge aur ummr ghatati jaayegi Har lamha tootta hai aasmaan Leke chala jaane kahaan Yeh ajanabi.. Caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan Raat simti jaayegi aur chaand behata jaayega Bas raat ke hum musaafir hai yahaan Leke chala jaane kahaan Yeh ajanabi.. Caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan
Kaisi khushi hai, kaisa yeh ghum hai Kaisi saja hai, kyun mili hai zindagi... Par toh lage hai, udate nahi hai Jab kuchh nahi hai, kyun saji hai roshani... Shola jaga diya lekar hawa Aisa jahaan tera abb bataade tu bataade aye khuda Caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan
Kiska gagan hai, kiski zameen hai Kisko pata hai kyun lagi hai aag si... Rehana yahin hai, chalana yahin hai Thoda safar hai, kyun magar hai bebasi... Sabko kahaan mila dil ka silaa Aisa jahaan tera abb mitaade tu jalaade aye khuda Raat simti jaayegi aur chaand behata jaayega Bas raat ke hum musaafir hai yahaan Leke chala jaane kahaan.. Yeh ajanabi caarvaan caarvaan caarvaan Caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan caarvaan
Movie : Hello Music : Sajid-Wajid Lyrics : Jalees Sherwani Singer : Shafaqat Amanat Ali Khan
A forgettable movie 'Ugly Aur Pagli' but produced an unforgettable song. Some people never get their due and always are underrated. Mohit Chauhan, although blessed with unique style, is one of them. His voice is not conventional but there is something special which haunts you long. Enjoy!!
Ek pal mein kya se kya hua jadoo sa kya chala Tujh se juda hua to aaj khud se juda hua Ek pal mein kya se kya hua jadoo sa kya chala Tujh se juda hua to aaj khud se juda hua Aaye yaad teri aaye..oooo..jaaye jaan bhi na jaaye Aaye yaad teri aaye..oooo..jaaye jaan bhi na jaaye
Suna suna sa hai mausam ojhal si sham hai Tanhan tanhan sa har rasta tanhan makaam hai Gum sum gum sum si lagti hai aayi hai jo hawa Chupke chupke sab se chupke rota hai aasmaan Bejaan dhadkane meri aankhon mein hai dua Tujh se juda hua to aaj khud se juda hua Aaye yaad teri aaye...jaaye jaan bhi na jaaye
Kisne socha tha aisa bhi aayega ek din Khaali khaali honge har palchin tere bin Bechaini hai betaabi hai dil hai bujha bujha Maara maara dewaano sa phirta yahan wahan Saansein ruki ruki meri khamosh hai sadha Tujh se juda hua to aaj khud se juda hua Aaye yaad teri aaye...jaaye jaan bhi na jaaye
Ek pal mein kya se kya hua jadoo sa kya chala Tujh se juda hua to aaj khud se juda hua Aaye yaad teri aaye...jaaye jaan bhi na jaaye
Movie : Ugly Aur Pagli Music : Anu Malik Singer : Mohit Chauhan Lyrics : Amitabh Varma
Two weeks just flew by and me back to Hyderabad today after vacation. It was nice to stay away from work and internet. Days were immersed in reading books ( As the crow flies, Papillon and Playing for Pizzas), watching cricket and sleeping. Evenings were mostly spent in playing cards with all the local controversial news(Special thanks to Chinu and Ritesh for their certification matrix of the Venusians) along with garam samosa and aloo chup. A tea session at by-pass mostly featuring news related to truck owners and some nonsense to cater to others like me was rounding up the day. And not to forget everybody's eternal favorite question. I bet you know what I mean.
Nothing much has changed since I started to stay out of Sundargarh i.e. from 1998. And I don't want anything to be changed, I like it this way..