Monday, April 27, 2009

Bibs's Top 10 Romantic Songs

Thursday, April 16, 2009

Yakeen by Atif Aslam

Why be complex when simplicity can be beautiful. No need of difficult words, no need of an orchestra if words come out from heart. Beautiful song.

Aaj dil dukha hai, tum yaad aaye
Anjaan log hain, apne kahan dhoond paye
Jaage hain, soye nahi
Aisi hai meri yeh bechaini
Din bhi wohi, raatein wohi
Saanson mein saansein hain nahin

Shaamein ab dhalti nahin
Aanchal jo tera simat jaaye
Aap yahaan hamesha rahein
Doori rahe na ho faasle

Jaage hain soye nahi
Aisi hai meri yeh bechaini
Din bhi wohi, raatein wohi
Saanson mein saansein hai nahin

Ab agar tum mile to
Itna yakeen hai
Has denge hum to
Rona nahin hai





Album : Jal Pari
Singer : Atif Aslam

Labels: , , ,

Tuesday, April 14, 2009

Inteha aaj ishq ki kardi

Inteha aaj ishq ki kardi
Aapke naam zindagi kardi

Tha andhera garibkhane mein
Aapne ake roshni kardi

Dene wale ne unko hushn diya
Aur atah mujhko ashiqui kardi

Tumne zulfo ko rukh pe bikhra kar
Sham rangeen aur bhi kardi

Aapke naam zindagi kardi
Aapke naam zindagi kardi
Inteha aaj ishq ki kardi
Inteha aaj ishq ki kardi





Album : Inteha
Singer : Jagjit Singh

Labels: , , ,

Monday, April 13, 2009

Pari Hoon Main

This song goes a long way back; To the days of singers like Suneeta Rao, Alisha Chinai and Baba Sehgal, to the days of DD and the music related program 'Ek Se Badkar Ek'. It was nice to be reminded of this song in a bus in Blore by some ***.* FM channel:)

Aayi main to aayi
Nazaaron ke anjaane ek jahaan se
Laayi main to laayi baharon ke afsane
Bhi wahaa se

Na na mujhe chuu na na duur hi rehna
Pari hoon main

Aye koyi mere pannhao mein le jaaye
Yeh nazaare
Dekhe koi mere nighao mein
Pehchaane yeh ishaare

Na na mujhe chu na na duur hi rehna
Pari hoon main

Pari hoon main
Mujhe naa chuuna
Pari hoon main

Phoolon mein jo noor hai
Mera hi suroor hai ho ho…
Aankhon mein guroor hai
Khwabon ka kusoor hai…

Thoda sa karaar hai
Thoda sa khumaar hai ho ho…
Kiska intezaar hai
Kaisa intezaar hai…

Koi to aisa ho
Saanson ko meri mehka jaaye

Ayi mein to ayi
Nazaaro ke anjaane ek jahaa se
Layi mein to layi baharon ke afsane
Bhi wahaa se

Na na mujhe chuu na duur hi rehna
Pari hoon main
Pari hoon main
Mujhe na chuuna
Pari hoon main

Dheemi dheemi dhadkane
Meethi meethi uljhane o ho…
Jo bhi mere paas hai mere liye khaas hai…
Dekho meri arzoo
Baithi meri rubaroo
Kaisi meri justajoo
Bikhri hai char soo…
Koi to aisa ho
Aake jo mera dil le jaaye

Ayi mein to ayi
Nazaaro ke anjaane ek jahaan se
Layi mein to layi baharon ke afsane
Bhi wahaa se

Na na mujhe chu na na duur hi rehna
Pari hoon main
Pari hoon main
Mujhe naa chuuna
Pari hoon main





Album : Dhuan
Singer: Suneeta Rao

Labels: ,