Thursday, March 20, 2008

Intezaar Aitbaar Tumse Pyar



Darr yeh lagta hai kya yeh sapna hai
Ab jo apna hai kal woh kahan hai
Darta dil pooche baar baar
Intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu

Aansu aate the laut jaate the
Lamhon pe lamhen chatpatate the
Phir bhi kiya hai intezaar
Intezaar aitbaar tumse pyar itna karu

Kya pyar hai kya hai nahi
Maine nahi poocha na
Ho tum mere ya ho nahi
Maine nahi poocha na
Poocha nahi baar baar
Intezaar aitbaar tumse pyar itna karu

Ek din aayega tanha reh jaayega
Dost kya dushman kya dhundh na paayega
Maula ke saamne kehta reh jaayega
Intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu
Intezaar kitna karu
Aitbaar kitna karu
Intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu

Chhoti raaten hai kitni baaten hai
Ab jo aaye ho ab batate hai
Thaamon humain ab ek baar
Intezaar aitbaar tumse pyar itna karu...

Movie : Khosla Ka Ghosla
Music : Bapi, Dhruv, Tutul
Singers: Qadar Niazi Qawwal, Sowmya Raoh

Labels: , , ,

0 Comments:

Post a Comment

<< Home