Roshesh's Poems(Sarabhai Vs Sarabhai)
"Momaa ka purse jaise hospital ki pyaari si koi nurse
Purse mein rakha tissue paper karta hai paseene ka ilaaj
Aur lipstick ho jaise bhookhe honton ka anaaj
Momaa ke purse ka hai makhmali sa sparsh
Momaa ka purse
Momaa ka purse "
"Khatar khun khatar khun khatar khun
Sun mere dil ki dhun
Tere pyaar ki oiling mil gayi isey
Toh khatar khun ka ho jaayega gun gun "
"In the living room of Sarabhai's.........
Hogi Saahil Bhai ki sagaai...........
Agley mahiney...........
Priya Bhabhi phuli na samaai
Yeah Yeah Yeah............... "
"Tum bin jaise mai raaste ka andha bhikhari
Thodi blessings daan me de do
Thodi mamta tumhari
Momma ho momma ho... "
"Ek Common Man Ko Mili He Pari
Jese Chiku Ke saath Ho Strawberry
Aage Aage Mummy Aur Piche Piche Daddy
Jaise Ho Tom And Jerry "
"Ghanan ghanan ghanan ghanan
Badalo se aaye pehla soorya kiran
Datton ke liye danta manjan
Aur pet ke liye kaayam chooran "
"Hawa mein hain khushi ki aroma
Jeet gayi momma, jeet gayi momma
Say hi to happiness n tata to trauma
Jeet gayi momma, jeet gayi momma "
"Lagul lagul lagul lagul
Laal laal lagul lagul JELLY
Jelly ke cabre dancer jaise shareer mein chhupi hai
Anjaani ankahee paheli
jelly hai moma ka mann
Narm mulayam meetha
Pasand hai ise har koi
Sangeeta rita mita aneeta
Jelly giri zameen par
To awaaz aayi PLUP PLUP!
Baccha usme haath maare
To sunai deti hai THUP THUP!
Jelly par kabhi fungus na lage
Uska swaad kabhi bhankas na lage
agar bachani hai hume hamari
country...
TO JELLY KO BANANA HOGA HAMARA PRADHAN MANTRI!!"
"Tumhe samjhe toh mujhe bhi samjhana,
Kyu hai mera jeevan itna khokla,
Jaise koi basi aur sada hua khaman dhokla.... "
"Aasman mein uud raha hai kabutar ....
Aasman mein uud raha hai kabutar ....
FLUTTER ..... FLUTTER..... FLUTTER...... "
"Popat Kaka ki atma ka Popat ud gaya ud gaya ud gaya rey...
Shristey k sajjan haath se popat jud gaya jud gaya jud gaya rey...
"Humpty dumpty sat on the 'gadi'
Gadi pe betha tabhi aa gayi dadi
Dadi ne kaha aaja mere paas
Kyuki gadi pe bethna is just so middle class."
One complimentary poem by Kachha Kela during poetry session:
Main Lookha Hoon...
Duniya chahe meri puja kare
par, Main lookha hoon...
Bhale meri burayi na koi dooja kare
par, Main lookha hoon...
Mujhe raaj gaadi pe na bithao,
Nahin raja kabhi ban na mujhe,
Mujhe mehngi cheezein nahin chahiye,
Yeh mango lelo, dedo ganna mujhe.
Nahin hawai jahaaz ki god main baithna,
Nahin 5 star boat main mujhe baithna,
Main hoon garib hamesha bina makhan ka,
Rukha sukha hoon,
Mujhe kam hi chahiye sab kuchh,
kyun ke, Main lookha hoon...
33 Comments:
Very nice collection BUT last one is not from Roshesh but from his so called son- Roshesh Dakshesh Sarabhai..
where is the teen pairo wala kutta poem????
ahh nice...if u can find some more then pls add them...or send it to me on apoorv_shah2004@yahoo.com..
nice work.
last one is by Daksesh Roshesh Sarabhai...
too good man.......
can u just add the poems of the episode in which is poetry book is released it would be gr8
one more :--
yeh hai teen pair waala kutta,
Isko kabhi Bhagaana nahi padta,
susu karte waqt use pair uthaana nahi padta,
yeh hai teen pair waala kutta!!!!!!
hail 'Sarabhai Vs Sarabhai'.
one more:
Sunehera sa rang hai tera
ankhein jaise moti
lash jaise dikhti hai jab
Khule ankh se soti
Machhli pup pup pup pup
pup pup pup pup
kissy de do choti choti
(Maya interrupts...)
hail 'Sarabhai Vs Sarabhai'.
one more:
Sunehera sa rang hai tera
ankhein jaise moti
lash jaise dikhti hai jab
Khule ankh se soti
Machhli pup pup pup pup
pup pup pup pup
kissy de do choti choti
(Maya interrupts...)
hail 'Sarabhai Vs Sarabhai'.
one more:
Sunehera sa rang hai tera
ankhein jaise moti
lash jaise dikhti hai jab
Khule ankh se soti
Machhli pup pup pup pup
pup pup pup pup
kissy de do choti choti
(Maya interrupts...)
hail 'Sarabhai Vs Sarabhai'.
one more:
Sunehera sa rang hai tera
ankhein jaise moti
lash jaise dikhti hai jab
Khule ankh se soti
Machhli pup pup pup pup
pup pup pup pup
kissy de do choti choti
(Maya interrupts...)
hail 'Sarabhai Vs Sarabhai'.
one more:
Sunehera sa rang hai tera
ankhein jaise moti
lash jaise dikhti hai jab
Khule ankh se soti
Machhli pup pup pup pup
pup pup pup pup
kissy de do choti choti
(Maya interrupts...)
hail 'Sarabhai Vs Sarabhai'.
one more:
Sunehera sa rang hai tera
ankhein jaise moti
lash jaise dikhti hai jab
Khule ankh se soti
Machhli pup pup pup pup
pup pup pup pup
kissy de do choti choti
(Maya interrupts...)
u did not mentionutargu gutargu and Madan's poem.. I dont remember please post them too
hear's a new version of song kaata laga...sung by indu
kutte ki duum kaisi hoti hai,
thodi aadi hoti hai, thodi tedhi hoit hai,
vo to hilne k liye ever ready hoti hai... :)
uff ye labz
ye acidity
uff ye roz
jana 1 ghanta bathroom
ye blue tile ke bich white white
toilet
jaise neele aasman ke bich
baadal maasoom
@gaurav UFF YE KABZ
1. pud pud pud pud pud pud ubalta pani...
pani mei ooble chawal ki jawani...
jawan ho ker chawal sajayenge thali... seene se lagayenge daal kali kali...
2. bhopu bhopu aya dekho... idli vala raju pardesi...
kale pyare chehre per daat bade aur ankhein zara c...
roshni gar na ho aur raju khada ho sath, andhere me nazar ayenge uske sirf char chamakte daat....
Thanks Nishtha. I am not able to recollect the episodes though where these are used.
:D START SARABHAI ONCE AGAIN! PLEASEEEE.
How badly I had wished that they come with new episodes. Unfortunately not yet:( I keep watching the repeat though..
bibhuti, these are from same episode where there was poem competition, the jelly poem from Rosesh.
the poem here are from the Indu and Rosesh joint venture.
hume nahi pata tha zara bhi,
ki lift mei he chal basegi
Monisha Bhabhi...
Wow... this is such a treat for all Sarabhai fans! Please keep posting more gems (maybe a list of Maya's anti-Monisha rants). Great work!
Yea chinni u r rite...When indu wins the competition, both start composing poems....lovely collection bibhuti
urdu ghora:
Aap mere pith par tashriiiiiiif rakhiye
kya main apse guftguuuuuu kar sakta hun?
Momma tum sabse pyari
tum bin jaise me raste ka andha bhikari
where is mrs sharma ki salwar poem ?
Wer is the " dubuk dubuk" wali poem ?
hehehe loving it
One more
Toilet k dibbe bhar gaye re
Sahil-Mar gaye mar gaye mar gaye re
There is one more....Shraddanjali waali.....Can somebody post that
Wishes granted
Main dhakkan hu...
Main chuhe ke doodh ka makhan hu..
Main dhakkan hu...
Mujhpr na baitey makhi bhi kabhi...
Mujhe ubaalo to naa bane ghee bhi kabhi..
Bhikhaari ke katore main gira khoota sikhaa..
Main uski khankn hu...
Main chuhe ke doodh ka makhan hu..
Main dhakkan hu...
Main sabse bad namuuna hu duniya kaa..
Main germ hu chickenguniyaa kaa...
Sukh chain churaane waala main...
Khuukhaar veerappan hu...
Meri Umar Hai pachis saal ..
Magar main dhikhta chappan hu...
Main chuhe ke doodh ka makhan hu...
Main dhakkan hu
Post a Comment
<< Home