Dhul
Yeh Mana Is dauran kuch saal beet gayee hai
Phir Bhi aankhon mein chehra tumhara samayee Hui Hai
Kitabon Pe Dhul Jamne Se Kahani Kahan Badalti Hai
--Written by Bibhuti
Haar
Aise Bikhre Hain Raat Din Jaise
Motiyon Wala Haar Tut Gaya
Tumhi ne Mujhko Piroke Rakha Tha
Fayada
Chalo aaj intezaar khatam hua
Chalo ab tum mil hi jaaoge
Maut ka koi fayda to hua

0 Comments:
Post a Comment
<< Home