Wednesday, May 27, 2009

Khidki by Strings

And again, one more not so popular song which I find utterly romantic. The lyrics may not be straight forward and is open to interpretation. But, the way I decode the phrase "Ek khidki hai, Ek chehra hai, Toota sheesa hai, Girti shabnam hai", I find it just beautiful.

This song reminds me of a good friend of REC days who always used to tell me: Kya babu!!(Imitating our lab assistant's style). Kya sunta rehta hai? Kaun si khidki, kaun si siddhi, kya hai yeh gaana?:)

Ek khidki hai
Ek chehra hai
Toota sheesa hai
Girti shabnam hai
Woh to dino raat
Meri aankhon mein hai
Kya bhi main uske
Raston mein hun
Raston mein hun

Ek siddhi hai
Ek rasta hai
Koi apna hai
Ya phir sapna hai
Woh to dino raat
Meri aankhon mein hai
Kya bhi main uske
Raston mein hun
Raston mein hun

Pairon tale
Sukhe patto ki jhankar
Aur baadalon mein
Behta hua pyaar

Ek khidki hai
Ek chehra hai
Toota sheesa hai
Girti shabnam hai
Woh to dino raat
Meri aankhon mein hai
Kya bhi main uske
Raston mein hun
Raston mein hun
Raston mein hun
Raston mein hun



Band : Strings
Album : Duur

Labels: , , ,

1 Comments:

Blogger Unknown said...

This comment has been removed by a blog administrator.

12:39 AM  

Post a Comment

<< Home