Friday, May 22, 2009

Socha Na Tha

The other day I was reading a blog where the author had written word to word what I felt but could not express on paper. It's a god given talent bestowed upon very few who can express their feeling so beautifully. Now, god has already distributed what he had to and me getting not much of it, I have to depend and admire others' creation:) Here is a lovely song from the movie Socha Na Tha.

Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayenge socha na tha
Ek chahat ka pal, sab sawalon ka hal
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb

Aankhein jo ab meri aankhon mein hain
Dhoond raha tha kayi salon se
Kitni milti hain aankhein yeh
Khwabon se mere khayalon se
Ke haqeeqat mein hum, sapno ka sanam
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb

Kabhi tanha baithe baithe yun hi
Pal mein hi main ghum ho jaati thi
Main bhi kahaan main rehti thi
Aksaar main tum ho jaati thi
Yeh ajaab si khata, aur isski saza
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayegne socha na tha
Ek chahat ka pal, sab sawalon ka haal
Yun paayenge socha na tha



Movie : Socha Na Tha
Music : Sandesh Shandilya
Lyrics : Irshad Kamil, Subrat Sinha
Singers : Sadhana Sargam, Sandesh Shandilya

Labels: , ,

0 Comments:

Post a Comment

<< Home