Sunday, September 21, 2008

Jaana Suno Hum Tum Pe Marte Hain

It's been quite a while (10 days to be precise) since I last fell in love with a song. And I am glad that somehow I remebered this beautiful song from 'Khamoshi' to fall again in love with. Brilliant composition, why did you split Jatin Lalit ?

Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Chaahat mere haseen koi gunaah nahin
Yeh jo mohabbat hai, yahi to ibaadat hai
To phir aao, pyaar mein jalaaye dil
Jalke bujh na paaye dil
Hai apni manzil yahin pe aa ab kahin na jaa
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ke dil ka dil hai thikaana
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain

Aao kuch aise mile hum tumse
Ke aaj khuda bhi hans pade hum pe
Mile hum tumse ke khuda bhi hans de
To phir aao, pyaar mein jalaaye dil
Jalke bujh na paaye dil
Hai apni manzil yahin pe aa ab kahin na jaa
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ke dil ka dil hai thikaana

Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Ek duje mein hum yun kho jaaye
Main hoon ke tum khud dhoond na paaye
Do badan yun mile ke pata na chale
To phir aao, pyaar mein jalaaye dil
Jalke bujh na paaye dil
Pyaar mein jalaaye dil, jalke bujh na paaye dil
Pyaar mein jalaaye dil
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain





Movie : Khamoshi
Music : Jatin Lalit
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singer : Udit Narayan

Labels: , , ,

0 Comments:

Post a Comment

<< Home