Monday, December 07, 2009

Door Na Ja

It's been a while since I have posted any song as things have been a little busy. Also, nothing I came across in recent times has compelled me to do so. This is relatively an old song from Jannat but happened to listen it again today and loved it.

tera chehra meri aankhon mein basa rehne de
khud ko thoda sa kahin mujh mein basa rehne de
door na ja...
door na ja...
door na ja...
door na ja...

aaj ke baad mera saara safar tanha hai
aur tere saath ka bhi aakhari yeh lamha hai
aur kuchh der mujhe
aur kuchh der mujhe
khud se juda rehne de
aur kuchh der mujhe khud se juda rehne de
door na ja...
door na ja...
door na ja...
door na ja...

abb kahin jake mere dil ko yeh lagta hai
yaar ki baahon mein meri jannat ka jahan basata hai
aur kuchh der mujhe
aur kuchh der mujhe
inmein bandha rehne de
aur kuchh der mujhe inmein bandha rehne de
door na ja....
door na ja....
door na ja....
door na ja....



Movie : Jannat
Music : Pritam
Singer : Rana Muzumder
Lyrics : Sayeed Qadri

Labels: , ,

0 Comments:

Post a Comment

<< Home